Hain
dil ko teri aarzoo
Par main tujhe naa paa sakoon
Hain dil ko teri justjoo
Par main tujhe naa paa sakoon
Main hoon shab tuu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon lab tuu dua
Dono jud ke judaa
Madno... Mashooko... Dilbaro... MadnoRe
Kaee khwaab dil tujhko lekar sajaaye
Par khauff yeh bhi kahiin par sataaye
Gar ye bhi toote toh phir hoga kya re
Mujhe raas aati hain khushiyaan kahaa re
Kyon dil ko dukhana bevajah MadnoRe
Kyon dil ko dukhana bevajah
Phir aansoon bahaana ik dafaa......
Main hoon shab tuu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon lab tuu dua
Dono jud ke judaa
Madno... Mashooko... Dilbaro... MadnoRe
Tuu hi toh har pal bandha hain lamhon ki in
zanjeeron me
Tuu hi toh har dum raha hain khwaabon ki har
tabeeron me
Tuu hi toh har din dikha hain dhundli ya ujli
tasveeron me
Teri hi toh hain khushboo mujhme haan MadnoRe
Teri hi toh hain khushboo mujhme haan....
Ab tuu hi toh har soon har jagah....
Main hoon shab tuu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon lab tuu dua
Dono jud ke judaa
Madno... Mashooko... Dilbaro... MadnoRe
Haan tera saaya toh main hoon
Par sang tera naa reh sakoon
Haan is safar me toh main hoon
Par sang tere naa ruk sakoon
Main hoon shab tuu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon lab tuu dua
Dono jud ke judaa
Madno... Mashooko... Dilbaro... MadnoRe
02 -
Salaam Zindagi
Song
Name:
Salaam
Zindagi
Film/Album:
Lamhaa
Singer(s):
Arun Daga & Mohd
Irfan
Music Director:
Mithoon
Lyricist:
Sayeed Qadri
Length:
6:55
Music Label:
T-Series
Lyrics of
Salaam Zindagi Song
Jis cheez ko paane ki
thi umeed kho chuki
Us cheez ko paakar bohot dil ko khushi hui
Salaam Zindagi... Salaam Zindagi
Hum saath me hain aur saath rahein
Bas dua yeh karte hain
Aabaad rahe apni mohabbat
Rab se yeh kaha karte hain
Hum se yahaan zameen ka falak
Khud hain keh raha
Ek din main lekar aaungaa
Woh amn ki subah
Hain jiski aarzoo main yeh aankhein jagi hui
Aankhon me yahaan dekhi hain khwaabon ki bastiyaan
Gham aur udaasiyon me bhi paayi hain mastiyaan
Hain aadhiyon me bhi kahiin shamma jali hui
Bulla kahe tuu
kucch bhi nahiin
Main bhi kahoon main kucch bhi nahiin
Naa des mera;Naa mitti meri
Main hoon banjaara
Meri hi zameen pe
Main kaun hoon... Main kaun hoon
Kyon apne jahaan me
Main hoon ajnabee
Naa jaane kyon aisa ho gaya
Begaani hui apni jagah
Naa jaane kyon apni hi taraf
Utttee hain sabhi ki ungliyaan
Ab toh yakeen khud pe bhi nahiin
Anjaana hain har lamhaa yahaan
Nazre churaaye aankhein jhukaaye
Kab tak jeeye hum is tarah
Kaisi khata thi jo yeh sazaa di
Humko kahiin ka naa rakhaa
Jannat thi apni sarzamee
Sufi humko kehte sabhi
Ab toh koi mujrim koi aatanki keh rahaa
Main kaun hoon... Main kaun hoon
Kyon apne jahaan me
Main hoon ajnabee
Chehre to sabke hain haseen
Par dil main hain bas aag hi
Bujhti nahiin jo jal rahi
Jo pooche baarhaan
Main kaun hoon... Main kaun hoon
Kyon apne jahaan me
Main hoon ajnabee
04 -
Saajnaa
Song
Name:
Saajnaa
Film/Album:
Lamhaa
Singer(s):
Mika & Chinmayi
Music Director:
Mithoon
Lyricist:
Sayeed Qadri
Length:
8:25
Music Label:
T-Series
Lyrics of Saajnaa Song
Hain dil ko
teri aarzoo
Par main tujhe naa paa sakoon
Hain dil ko teri justjoo
Par main tujhe naa paa sakoon
Main hoon shab tuu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon lab tuu dua
Dono jud ke judaa
Saajnaa... Mahiyaa... SaajnaVe
Kaee khwaab dil tujhko lekar sajaaye
Par khauff yeh bhi kahiin par sataaye
Gar ye bhi toote toh phir hoga kya re
Mujhe raas aati hain khushiyaan kahaa re
Kyon dil ko dukhana bevajah SaajnaVe
Kyon dil ko dukhana bevajah
Phir aansoon bahaana ik dafaa...
Main hoon shab tuu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon lab tuu dua
Dono jud ke judaa
Saajnaa... Mahiyaa... SaajnaVe
Tuu hi toh har pal bandha hain lamhon ki in
zanjeeron me
Tuu hi toh har dum raha hain khwaabon ki har
tabeeron me
Tuu hi toh har din dikha hain dhundli ya ujli
tasveeron me
Teri hi toh hain khushboo mujhme haan SaajnaaVe
Teri hi toh hain khushboo mujhme haan...
Ab tuu hi toh har soon har jagah...
Main hoon shab tuu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon lab tuu dua
Dono jud ke judaa
Saajnaa... Mahiyaa... SaajnaVe
Haan tera saaya toh main hoon
Par sang tere naa reh sakoon
Haan is safar me toh main hoon
Par sang tere naa ruk sakoon
Main hoon shab tuu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon lab tuu dua
Dono jud ke judaa
Saajnaa... Mahiyaa... SaajnaVe
05 -
Zameen-O-Aasmaa
Song
Name:
Zameen-O-Aasmaa
Film/Album:
Lamhaa
Singer(s):
Kshitij Tarey
Music Director:
Mithoon
Lyricist:
Sayeed Qadri
Length:
5:52
Music Label:
T-Series
Lyrics of
Zameen-O-Aasmaa
Song
Zameen-o-aasman ke
maalik sun
Chod saare kaam tu zamee pe aa
Aake tuu khud dekh ke teri duniyaa
Nafratein kar rahiin hain kaise tabaah
Koi karta nahi kisi pe yakeen
Kaun kya hain chale pata bhi nahi
Haan magar unko sazaa milti hain
Jinki hoti hain koi khata hi nahiin
Ab har taraf ik ghana andhera hain
Bhej sooraj ya koi chaand dikha
Zameen-o-aasman ke maalik sun
Chod saare kaam tu zamee pe aa
Ab tere naam par tere bande
Is kadar itna khoon bahaate hain
Dekhkar jinko yeh samandar bhi
Apni aukaadon pe sharmaate hain
Tu nek de taufeek aakar
Jo bhi bhatke hain unhe sahi raah dikha
Zameen-o-aasman ke maalik sun
Chod saare kaam tu zamee pe aa
Lamhaa har lamhaa khauff bhara
Kyon hain yahaan... kyon hain yahaan
05 -
Rehmat Zara
Song
Name:
Rehmat Zara
Film/Album:
Lamhaa
Singer(s):
Mithoon & Mohd Irfan
Music Director:
Mithoon
Lyricist:
Sayeed Qadri
Length:
5:23
Music Label:
T-Series
Lyrics of
Rehmat Zara
Song
Ik pal mila kabhi khushnuma
Ik pal mila kabhi ghamzada
Ik pal rahiin kabhi khairyat
Ik pal hua kabhi haadsaa
Mausam Kucch anjaane aise mile yahaan
Dil ko jo de gaye khaamoshiyaan
Mausam kucch pehchaane de gaye sargoshiyaan
Yunhi raatein dhalti hain
Yunhi hoti subah
Rehmat Bhara... Saaya Zara
Rehmat Bhara... Hum par ho saaya zara
Umre katti rehti hain dhoop kabhi baarish me
Gham ki ruth bhi aati hain khushiyoon ki khwaahish
me
Aksar lamhein katte hain Chaahat yaa ranjish me
Har dum kaliyaan khilti hain kaaton ki bandish me
Ik pal kabhi sukoon hain
Ik pal kabhi hain bekali
Ik pal kabhi junoon hain
Ik pal kabhi hain bebasii
Yeh hi azal se hota raha hain
Yunhi jeeya har ik insaa
Rehmat Bhara... Saaya Zara
Rehmat Bhara... Hum par ho saaya zara